is jaankari ko chhod dein

vishay-soochi ko chhod dein

ka6-kha

chart: yahooda aur israel ke bhavishyavakta aur raja (bhaag 2)

dakshin ke raajya ke raja (pichhle panne se)

i.poo. 777

yotam: 16 saal

762

aahaj: 16 saal

746

hijkiyah: 29 saal

716

manashshe: 55 saal

661

aamon: 2 saal

659

yoshiyah: 31 saal

628

yahoahaj: 3 maheene

yahoyakeem: 11 saal

618

yahoyakeen: 3 maheene aur 10 din

617

sidkiyah: 11 saal

607

nabookadnessar ki kaman mein baibilon ki sena yarooshalem par dhaava bolti hai aur shehar aur uske mandir ko khaak mein mila deti hai. sidkiyah ka takhta palat diya jaata hai, jo dharti par daavid ke vansh ka aakhiri raja tha

uttar ke raajya ke raja (pichhle panne se)

ka. i.poo. 803

jakaryah: record ke mutabik sirf 6 maheene raaj kiya

jakaryah ne kuch had tak raaj karna shuroo kar diya tha. lekin maaloom hota hai ki kareeb 792 mein hi raajpat poori tarah uske haath mein aaya

ka. 791

shalloom: 1 maheena

manhem: 10 saal

ka. 780

pakah-yaah: 2 saal

ka. 778

pekah: 20 saal

ka. 758

hoshea: ka. 748 se 9 saal

ka. 748

aisa lagta hai ki kareeb 748 mein hoshea ka raaj poori tarah kaayam hua ya fir ashshoor ke raja tiglat-pileser triteeya ki madad se woh raaj kar paaya

740

ashshoor saamriya par jeet haasil karta hai aur israel ko apne adheen kar leta hai; uttar mein israel ke das gotronvale raajya ka ant ho jaata hai

  • bhavishyavaktaon ke naam

  • yashayah

  • mika

  • sapanyah

  • yirmayah

  • nahoom

  • habakkook

  • daaniyel

  • yahejkel

  • obadyah

  • hoshe