is jaankari ko chhod dein

vishay-soochi ko chhod dein

kha12-kha

dharti par yeeshu ki zindagi ka aakhiri hafta (bhaag 2)

nisan  12

sooraj dhalna (yahoodiyon ka din sooraj dhalne se shuroo hokar agle din sooraj dhalne par khatm hota tha)

sooraj ugna

  • chelon ke saath akele mein vakt bitata hai

  • yahooda, yeeshu ko pakadvane ki baat karke aata hai

sooraj dhalna

nisan  13

sooraj dhalna

sooraj ugna

  • patras aur yuhanna fasah ki taiyari karte hain

  • yeeshu aur doosre preshit dopahar ke baad pahunchte hain

sooraj dhalna

nisan  14

sooraj dhalna

  • preshiton ke saath fasah ka khaana khaata hai

  • preshiton ke pair dhota hai

  • yahooda ko baahar bhej deta hai

  • prabhu ke sandhya-bhoj ki shurooat karta hai

  • gatsamaani baag mein uske saath vishvasghat; uski giraftari

  • preshit bhaag jaate hain

  • kaifa ke ghar par mahasabha mukadma chalati hai

  • patras yeeshu ko jaanne se inkar karta hai

sooraj ugna

  • dobara mahasabha ke saamne laaya jaata hai

  • pehale peelatus ke, fir herodes ke aur dobara peelatus ke saamne laaya jaata hai

  • maut ki saza sunayi jaati hai aur gulguta mein maar daala jaata hai

  • dopahar kareeb teen baje dam todta hai

  • yeeshu ki laash kaath se utaari jaati hai, kabraa mein rakhi jaati hai

sooraj dhalna

nisan  15 (sabt)

sooraj dhalna

sooraj ugna

  • peelatus, yeeshu ki kabraa par pehra bithane ki manzoori deta hai

sooraj dhalna

nisan  16

sooraj dhalna

  • laash par lagane ke liye aur bhi masale khareede jaate hain

sooraj ugna

  • zinda ho jaata hai

  • chelon ko dikhayi deta hai

sooraj dhalna