is jaankari ko chhod dein

vishay-soochi ko chhod dein

saval 8

kya insan ke dukhon ke liye parmeshvar kasoorvar hai?

“aisa ho hi nahin sakta ki sachcha parmeshvar dusht kaam kare, yah mumkin nahin ki sarvashaktiman bure kaam kare.”

ayyoob 34:10

“jab kisi ki pareeksha ho rahi ho to woh yah na kahe, ‘parmeshvar meri pareeksha le raha hai.’ kyonki na to buri baaton se parmeshvar ki pareeksha li jaa sakti hai, na hi woh khud buri baaton se kisi ki pareeksha leta hai.”

yakub 1:13

“tum apni saari chintaon ka bojh usi par daal do kyonki use tumhari parvah hai.”

1 patras 5:7

“yahova apna vaada poora karne mein deri nahin kar raha, jaisa kuch log samajhte hain magar woh tumhare saath sabraa se pesh aa raha hai, kyonki woh nahin chahta ki koi bhi naash ho balki yah ki sabko pashchatap karne ka mauka mile.”

2 patras 3:9