is jaankari ko chhod dein

vishay-soochi ko chhod dein

nyayiyon ki kitab

adhyay

1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21

saaraansh

  • 1

    • yahooda aur shimon ki jeet (1-20)

    • yaboosi, yarooshalem mein hi rehte hain (21)

    • betel par yoosuf ka kabza (22-26)

    • kanaaniyon ko poori tarah nahin khadeda (27-36)

  • 2

    • yahova ke swargdoot ki chetavni (1-5)

    • yahoshoo ki maut (6-10)

    • israel ke liye nyayi thehraye (11-23)

  • 3

    • yahova ne israel ko parkha (1-6)

    • pehala nyayi otniel (7-11)

    • nyayi ehood ne raja eglon ko maar daala (12-30)

    • nyayi shamgar (31)

  • 4

    • kanaani raja yaabeen ka israel par zulm (1-3)

    • bhavishyavaktin dabora aur nyayi baarak (4-16)

    • yaael ne senapati seesra ko maar daala (17-24)

  • 5

    • dabora aur baarak ka vijay geet (1-31)

      • taare seesra se yuddh karte hain (20)

      • keeshon nadi mein baadh (21)

      • yahova se pyar karnevale sooraj ki tarah hain (31)

  • 6

    • israel par midyan ka zulm (1-10)

    • swargdoot ne nyayi gidon ko madad ka bharosa dilaya (11-24)

    • gidon, baal ki vedi girata hai (25-32)

    • pavitra shakti gidon par utri (33-35)

    • oon se parakhna (36-40)

  • 7

    • gidon aur uske 300 aadmi (1-8)

    • gidon ki sena midyan ko harati hai (9-25)

      • “yahova ki talvar aur gidon ki talvar!” (20)

      • midyan ki chhaavni mein khalbali (21, 22)

  • 8

    • epraimi, gidon ke saath jhagde (1-3)

    • midyani raajaon ko maar daala (4-21)

    • gidon ne raja banne se inkar kiya (22-27)

    • gidon ki zindagi par ek nazar (28-35)

  • 9

    • abeemelek shekem ka raja bana (1-6)

    • yotam ki batayi misal (7-21)

    • abeemelek ki taanashahi (22-33)

    • usne shekem par hamla kiya (34-49)

    • ek aurat ne use ghaayal kiya; uski maut (50-57)

  • 10

    • nyayi tola aur yaair (1-5)

    • israel ki bagavat aur pashchatap (6-16)

    • ammoni, israel ke khilaf (17, 18)

  • 11

    • nyayi yiptah ko bhaga diya, fir aguva banaya (1-11)

    • yiptah, ammon se tark karta hai (12-28)

    • yiptah ki mannat aur uski beti (29-40)

      • woh zindagi-bhar kunvari rahi (38-40)

  • 12

    • epraimiyon ke saath ladai (1-7)

      • shibbolet bulvakar parakhna (6)

    • nyayi ibsan, elon aur abdon (8-15)

  • 13

    • maanoh aur uski patni ke paas swargdoot aaya (1-23)

    • shimshon ka janm (24, 25)

  • 14

    • nyayi shimshon palishti ladki se shaadi karna chahta hai (1-4)

    • yahova ki pavitra shakti se sher ko maar daala (5-9)

    • shaadi mein shimshon ki paheli (10-19)

    • uski patni doosre aadmi ko di gayi (20)

  • 15

    • shimshon palishtiyon se badla leta hai (1-20)

  • 16

    • shimshon gaaza mein (1-3)

    • shimshon aur daleela (4-22)

    • shimshon ka badla aur uski maut (23-31)

  • 17

    • mika ki moortein aur uska yaajak (1-13)

  • 18

    • daani jagah dhoondhte hain (1-31)

      • mika ki moortein aur yaajak utha liye gaye (14-20)

      • laish par kabza aur uska naam daan rakhna (27-29)

      • daan mein moortipooja (30, 31)

  • 19

    • binyameen ke logon ka apradh (1-30)

  • 20

    • binyameen ke logon se yuddh (1-48)

  • 21

    • binyameen gotra mitne se bacha (1-25)