is jaankari ko chhod dein

vishay-soochi ko chhod dein

bhajan ki kitab

adhyay

saaraansh

  • 1

    • do raahon mein fark

      • parmeshvar ka kaanoon padhne se milti khushi (2)

      • nek log faldar ped jaise (3)

      • dusht bhoosi jaise (4)

  • 2

    • yahova aur uska abhishikt jan

      • yahova raashtron par hansta hai (4)

      • woh raja thehrata hai (6)

      • bete ka samman karo (12)

  • 3

    • khatre ke baavjood parmeshvar par bharosa

      • ‘itne dushman kahaan se aaye?’ (1)

      • “uddhaar karnevala yahova hi hai” (8)

  • 4

    • prarthna jo parmeshvar par bharosa dikhati hai

      • “gusse se bhar jaao, to bhi paap mat karo” (4)

      • ‘main chain se sounga’ (8)

  • 5

    • yahova, nek logon ki panah

      • woh dushtata se nafrat karta hai (4, 5)

      • “mujhe apni nek raah par le chal” (8)

  • 6

    • parmeshvar se kripa ki binti

      • mare huye uski taareef nahin kar sakte (5)

      • parmeshvar kripa ki binti sunta hai (9)

  • 7

    • yahova sachcha nyayi hai

      • ‘hey yahova, mera nyay kar’ (8)

  • 8

    • parmeshvar ki mahima aur insan ki garima

      • “tera naam kya hi gauravshali hai!” (1, 9)

      • “nashvar insan hai hi kya?” (4)

      • use vaibhav ka taaj pehnaya (5)

  • 9

    • parmeshvar ke aashcharya ke kaamon ka bakhan

      • yahova, ek uncha gadh (9)

      • uska naam jaanna, us par bharosa rakhna hai (10)

  • 10

    • yahova, besaharon ka madadgar

      • dusht kehta hai, “koi parmeshvar nahin” (4)

      • laachar log yahova ki or taakte hain (14)

      • “yahova yug-yug ka raja hai” (16)

  • 11

    • yahova ki panah lena

      • “yahova apne pavitra mandir mein hai” (4)

      • woh hinsa se pyar karnevalon se nafrat karta hai (5)

  • 12

    • yahova kadam uthata hai

      • parmeshvar ki kahi baatein shuddh hain (6)

  • 13

    • yahova se milnevale uddhaar ke liye tarasna

      • ‘hey yahova, kab tak?’ (1, 2)

      • yahova dheron aasheeshein deta hai (6)

  • 14

    • moorkh ka byaura

      • “koi yahova nahin” (1)

      • “koi bhi bhala kaam nahin karta” (3)

  • 15

    • yahova ke tamboo mein kaun reh sakta hai?

      • jo dil mein sach bolta hai (2)

      • doosron ko badnam nahin karta (3)

      • vaade nibhata hai, fir chahe nuksan sehna pade (4)

  • 16

    • yahova, bhalai ka sota

      • “yahova mera bhaag hai” (5)

      • ‘raat ko mere vichar mujhe sudhaarte hain’ (7)

      • ‘yahova mere daayin taraf rehta hai’ (8)

      • “tu mujhe kabraa mein nahin chhod dega” (10)

  • 17

    • hifazat ke liye prarthna

      • “toone mera dil jaancha” (3)

      • “apne pankhon ki chhaanv tale” (8)

  • 18

    • uddhaar ke liye parmeshvar ki taareef karna

      • “yahova mere liye badi chattan” hai (2)

      • vafadar ke saath vafadari nibhata hai (25)

      • parmeshvar ka kaam khara hai (30)

      • “teri namrata mujhe uncha uthati hai” (35)

  • 19

    • srishti aur kaanoon ki gavahi

      • “aasman parmeshvar ki mahima bayan karta hai” (1)

      • parmeshvar ka khara kaanoon jaan mein jaan daalta hai (7)

      • “mujhse anjane mein jo paap huye hain” (12)

  • 20

    • parmeshvar ke abhishikt raja ka uddhaar

      • kuch rathon par bharosa karte hain, ‘magar hum yahova ka naam pukarte hain’ (7)

  • 21

    • yahova par bharosa karnevale raja par aasheeshein

      • raja ko lambee umra di gayi (4)

      • parmeshvar ke dushmanon ki haar (8-12)

  • 22

    • nirasha se ubarkar taareef karna

      • “toone mujhe kyon chhod diya?” (1)

      • woh “mere kapde ke liye chitthiyaan daalte hain” (18)

      • mandli mein parmeshvar ki taareef (22, 25)

      • sab parmeshvar ki upasna kareinge (27)

  • 23

    • “yahova mera charvaha hai”

      • “mujhe koi kami nahin hogi” (1)

      • “woh mujhe taro-taaza karta hai” (3)

      • “mera pyala labalab bhara hai” (5)

  • 24

    • gauravshali raja faatkon se daakhil hua

      • ‘dharti yahova ki hai’ (1)

  • 25

    • maargdarshan aur maafi ke liye prarthna

      • “mujhe apne raaste sikha” (4)

      • “yahova se gehri dosti” (14)

      • “mere sabhi paap maaf kar de” (18)

  • 26

    • nirdosh chaal chalna

      • “hey yahova, mujhe parakhkar dekh” (2)

      • buri sangati se door rehna (4, 5)

      • ‘main vedi ke chaaron taraf ghoomoonga’ (6)

  • 27

    • yahova, mere jeevan ka mazboot gadh

      • parmeshvar ke mandir ke liye kadar (4)

      • yahova parvah karta hai, fir chahe maata-pita na karein (10)

      • “yahova par aasha rakh” (14)

  • 28

    • is bhajan ke lekhak ki prarthna suni gayi

      • ‘yahova meri taakat aur dhaal hai’ (7)

  • 29

    • yahova ki damdar aavaz

      • pavitra poshak pehne upasna karo (2)

      • “gauravshali parmeshvar garaj raha hai” (3)

      • woh apne logon ko taakat deta hai (11)

  • 30

    • maatam jashna mein badal gaya

      • parmeshvar ki kripa zindagi-bhar bani rehti hai (5)

  • 31

    • yahova ki panah lena

      • “main apni jaan tere havale karta hoon” (5)

      • ‘yahova, sachchai ka parmeshvar’ (5)

      • parmeshvar ki apar bhalai (19)

  • 32

    • sukhi hain woh jo maafi paate hain

      • ‘mainne apna paap maan liya’ (5)

      • parmeshvar tujhe androoni samajh deta hai (8)

  • 33

    • srishtikarta ki taareef karo

      • “uske liye ek naya geet gaao” (3)

      • yahova ke vachan aur uski saans se srishti hui (6)

      • uska raashtra sukhi hai (12)

      • uski nazar apne logon par (18)

  • 34

    • yahova apne sevkon ko bachata hai

      • “aao, hum milkar uske naam ki badai karein” (3)

      • uska swargdoot hifazat karta hai (7)

      • ‘parakhkar dekho, yahova bhala hai’ (8)

      • “uski ek bhi haddi nahin todi gayi” (20)

  • 35

    • dushmanon se chhudane ki prarthna

      • dushman khaded diye jaayen (5)

      • bheed mein parmeshvar ki taareef (18)

      • bevajah nafrat ki gayi (19)

  • 36

    • parmeshvar ka atal pyar anmol hai

      • dusht parmeshvar se nahin darta (1)

      • parmeshvar jeevan denevala hai (9)

      • ‘teri raushni se raushni milti hai’ (9)

  • 37

    • yahova par bharosa rakhnevale fale-fooleinge

      • bure logon ki vajah se mat jhunjhlana (1)

      • “yahova mein apar khushi paa” (4)

      • “apna sabkuch yahova par chhod de” (5)

      • “deen log dharti ke vaaris honge” (11)

      • nek insan ko roti ki kami nahin hogi (25)

      • woh dharti par hamesha jeeyenge (29)

  • 38

    • pashchatap karnevale ki prarthna

      • “main toot chuka hoon, yah dard bardasht se baahar hai” (6)

      • yahova unki sunta hai jo uska intazar karte hain (15)

      • “paap ki vajah se mera man bechain tha” (18)

  • 39

    • zindagi chhoti hai

      • insan bas ek saans hai (5, 11)

      • “mere aansuon ko andekha na kar” (12)

  • 40

    • bejod parmeshvar ka shukriya ada karna

      • parmeshvar ke beshumar kaamon ka bakhan karna naamumkin (5)

      • balidan hi sabkuch nahin (6)

      • “teri marzee poori karne mein hi meri khushi hai” (8)

  • 41

    • bistar par pade beemar ki prarthna

      • parmeshvar beemar ko sambhaalta hai (3)

      • jigri dost ne daga di (9)

  • 42

    • mahan uddharkarta ki taareef karna

      • parmeshvar ke liye tarasna jaise hiran paani ke liye tarasta hai (1, 2)

      • “mere man, tu kyon itna udas hai?” (5, 11)

      • “parmeshvar ka intazar kar” (5, 11)

  • 43

    • parmeshvar nyayi bankar chhudata hai

      • “apni raushni aur sachchai mujhe de” (3)

      • “mere man, tu kyon itna udas hai?” (5)

      • “parmeshvar ka intazar kar” (5)

  • 44

    • madad ke liye prarthna

      • “toone hi hamein bachaya” (7)

      • ‘un bhedon jaisi jinhein halal kiya jaayega’ (22)

      • “hamari madad ke liye jaldi uth!” (26)

  • 45

    • abhishikt raja ki shaadi

      • suhavne bol (2)

      • “parmeshvar hamesha-hamesha ke liye teri raajgaddi hai” (6)

      • dulhan ki khoobsoorti niharne ki chah (11)

      • bete, saari dharti par haakim (16)

  • 46

    • ‘parmeshvar hamari panah hai’

      • uske aashcharya ke kaam (8)

      • woh poori dharti se yuddh mitayega (9)

  • 47

    • parmeshvar, saari dharti ka raja

      • “yahova vismaykari parmeshvar hai” (2)

      • uski taareef mein geet gaao (6, 7)

  • 48

    • siyyon, maharajadhiraj ka nagar

      • saari dharti ke liye harsh ka kaaran (2)

      • nagar aur meenaron ko gaur se dekho (11-13)

  • 49

    • daulat par bharosa rakhna bevkoofi hai

      • koi insan doosre ko chhuda nahin sakta (7, 8)

      • parmeshvar kabraa se chhudata hai (15)

      • daulat maut se nahin bacha sakti (16, 17)

  • 50

    • vafadar aur dusht ka nyay

      • balidan ki bina par parmeshvar ke saath karar (5)

      • “parmeshvar khud nyayi hai” (6)

      • sabhi jaanvar parmeshvar ke hain (10, 11)

      • dushton ka pardafash (16-21)

  • 51

    • pashchatap karnevale ki prarthna

      • garbh mein padne ke samay se paapi (5)

      • “mera paap door kar de” (7)

      • “mere andar ek saaf dil paida kar” (10)

      • kuchla dil parmeshvar ko bhaata hai (17)

  • 52

    • parmeshvar ke atal pyar par bharosa rakhna

      • burai par ding maarnevalon ko chetavni (1-5)

      • bhaktiheen logon ka daulat par bharosa (7)

  • 53

    • moorkhon ka byaura

      • “koi yahova nahin” (1)

      • “koi bhi bhala kaam nahin karta” (3)

  • 54

    • dushman se ghir jaane par madad ki prarthna

      • “parmeshvar mera madadgar hai” (4)

  • 55

    • dost ke daga dene par prarthna

      • kareebee dost ne taane maare (12-14)

      • “saara bojh yahova par daal de” (22)

  • 56

    • sataye jaane par prarthna

      • “mujhe parmeshvar par bharosa hai” (4)

      • ‘mere aansoo apni mashak mein bhar le’ (8)

      • “insan mera kya bigaad sakta hai?” (4, 11)

  • 57

    • kripa ki binti

      • parmeshvar ke pankhon tale panah (1)

      • dushman apne hi jaal mein fans gaye (6)

  • 58

    • duniya ka nyay karnevala ek parmeshvar hai

      • dushton ko saza dene ki prarthna (6-8)

  • 59

    • parmeshvar, ek dhaal aur panah

      • ‘gaddaron par taras na khaa’ (5)

      • ‘main teri taakat ka gungan karoonga’ (16)

  • 60

    • parmeshvar dushmanon ko harata hai

      • insan par aas lagana bekar (11)

      • “parmeshvar se hamein taakat milegi” (12)

  • 61

    • parmeshvar, ek mazboot meenar

      • ‘main tere tamboo mein mehman bankar rahoonga’ (4)

  • 62

    • sahi maaynon mein uddhaar parmeshvar dilata hai

      • “main chupchap parmeshvar ka intazar karta hoon” (1, 5)

      • ‘uske aage dil kholkar rakh do’ (8)

      • insan bas ek saans hai (9)

      • daulat par bharosa mat rakho (10)

  • 63

    • parmeshvar ke liye tarasna

      • “tera atal pyar jeevan se kahin zyada anmol hai” (3)

      • ‘umda hissa paakaar santusht’ (5)

      • raat ko parmeshvar ke baare mein manan karna (6)

      • ‘main parmeshvar se lipta rehta hoon’ (8)

  • 64

    • chhipkar kiye jaanevale hamlon se bachav

      • “parmeshvar un par teer chalayega” (7)

  • 65

    • parmeshvar dharti ki dekhbhal karta hai

      • ‘prarthna ka sunnaevala’ (2)

      • ‘sukhi hai woh jise tu chunta hai’ (4)

      • parmeshvar ki bharpoor aasheeshein (11)

  • 66

    • parmeshvar ke vismaykari kaam

      • ‘aao, parmeshvar ke kaam dekho’ (5)

      • ‘main saari mannatein poori karoonga’ (13)

      • parmeshvar prarthna sunta hai (18-20)

  • 67

    • dharti ke kone-kone mein rehnevale parmeshvar ka dar maaneinge

      • uski raah ke baare mein sab jaaneinge (2)

      • ‘sabhi deshon ke log uski taareef karein’ (3, 5)

      • “parmeshvar hamein aasheesh dega” (6, 7)

  • 68

    • ‘parmeshvar ke dushman titar-bitar ho jaayen’

      • “anathon ka pita” (5)

      • jo akele hain unhein woh ghar deta hai (6)

      • aurtein khushkhabri sunati hain (11)

      • aadmiyon ke roop mein tohfe (18)

      • yahova har din hamara bojh dhota hai (19)

  • 69

    • bachav ke liye prarthna

      • “tere bhavan ke liye josh ki aag ne mujhe bhasm kar diya hai” (9)

      • “fauran meri pukar sun le” (17)

      • ‘unhonne mujhe sirka diya’ (21)

  • 70

    • fauran madad karne ki binti

      • “meri khaatir jald kadam utha” (5)

  • 71

    • buzurg janon ka bharosa

      • bachpan se parmeshvar par bharosa (5)

      • “jab meri taakat javab de jaaye” (9)

      • ‘bachpan se mujhe sikhata aaya hai’ (17)

  • 72

    • parmeshvar ke thehraye raja ke raaj mein shaanti

      • “nek jan foole-falega” (7)

      • praja, ek saagar se doosre saagar tak (8)

      • zulm se chhutkara (14)

      • dharti par bahotayat mein anaj (16)

      • parmeshvar ke naam ki sada taareef ho (19)

  • 73

    • parmeshvar ki bhakti karnevala dobara uska nazariya apnata hai

      • “mere kadam behakne hi vaale the” (2)

      • “saara din main tadapta rehta tha” (14)

      • ‘jab main parmeshvar ke bhavan mein gaya’ (17)

      • dusht fisalnevali zameen par (18)

      • parmeshvar ke kareeb jaana bhala hai (28)

  • 74

    • prarthna ki parmeshvar apne logon ko yaad kare

      • usne jo uddhaar dilaya use yaad kiya gaya (12-17)

      • ‘dhyan de, dushman kaise taana kaste hain’ (18)

  • 75

    • parmeshvar sachcha nyay karta hai

      • dusht, yahova ka pyala peeyenge (8)

  • 76

    • siyyon ke dushmanon par parmeshvar ki jeet

      • parmeshvar deenon ko bachata hai (9)

      • dushmanon ka ghamand choor karega (12)

  • 77

    • sankat ki ghadi mein prarthna

      • parmeshvar ke kaamon par manan (11, 12)

      • ‘kya koi tujh jaisa mahan hai?’ (13)

  • 78

    • parmeshvar ki parvah; israel mein vishvas ki kami

      • aanevali peedhi ko batana (2-8)

      • “unhonne parmeshvar par vishvas nahin kiya” (22)

      • “swarg ka anaj” (24)

      • ‘unhonne parmeshvar ka dil dukhaya’ (41)

      • misra se vaada kiye huye desh tak (43-55)

      • ‘parmeshvar ko chunauti dete rahe’ (56)

  • 79

    • tab ki prarthna jab raashtron ne parmeshvar ke logon par hamla kiya

      • ‘hum mazak ban gaye hain’ (4)

      • ‘apne naam ki khaatir madad kar’ (9)

      • ‘hamare padosiyon ko saat guna badla chuka’ (12)

  • 80

    • israel ke charvahe se bahaali ki prarthna

      • “hey parmeshvar, hamein bahaal kar de” (3)

      • israel, parmeshvar ke angoor ki bel (8-15)

  • 81

    • aagya maanne ka badhava

      • paraye devtaon ki pooja mat karo (9)

      • ‘kaash, tum meri baat sunte’ (13)

  • 82

    • parmeshvar se sachche nyay ki duhai

      • woh “ishvaron” ke beech nyay karta hai (1)

      • ‘deen-dukhiyon ki pairvi karo’ (3)

      • “tum sab ishvar ho” (6)

  • 83

    • aise vakt par prarthna jab dushmanon se saamna ho

      • “hey parmeshvar, tu kyon chup hai?” (1)

      • dushman, ukhde huye paudhe jaise (13)

      • parmeshvar ka naam yahova hai (18)

  • 84

    • parmeshvar ke mahan dere ke liye tarasna

      • ek levi ki panchhi banne ki chah (3)

      • “tere aanganon mein ek din” (10)

      • ‘parmeshvar sooraj aur dhaal hai’ (11)

  • 85

    • bahaali ki prarthna

      • parmeshvar vafadar janon se shaanti ki baatein karega (8)

      • atal pyar aur vafadari mileinge (10)

  • 86

    • yahova ke samaan koi nahin

      • woh maaf karne ko tatpar rehta hai (5)

      • sab raashtra yahova ki upasna kareinge (9)

      • “mujhe apni raah ke baare mein sikha” (11)

      • “mere man ko ek kar” (11)

  • 87

    • siyyon, sachche parmeshvar ki nagri

      • jo siyyon mein paida huye (4-6)

  • 88

    • maut se bachaye rakhne ki prarthna

      • ‘main kabraa ki dehleez par hoon’ (3)

      • ‘har subah tujhse prarthna karta hoon’ (13)

  • 89

    • yahova ke atal pyar ke baare mein gaana

      • daavid ke saath karar (3)

      • daavid ka vansh sada bana rahega (4)

      • parmeshvar ka abhishikt jan use “pita” pukarta hai (26)

      • daavid se kiya karar pakka hai (34-37)

      • insan kabraa se bach nahin sakta (48)

  • 90

    • parmeshvar yug-yug ka hai, par insan chand dinon ka

      • hazar saal aise jaise beeta hua kal (4)

      • insan 70-80 saal jeeta hai (10)

      • “hamein apne din ginna sikha” (12)

  • 91

    • parmeshvar ki gupt jagah mein hifazat

      • baheliye se bachaye gaye (3)

      • parmeshvar ke pankhon tale panah (4)

      • hazar gireinge par tu salamat rahega (7)

      • swargdooton ko hifazat karne ka hukm (11)

  • 92

    • yahova sada ke liye uncha hai

      • uske mahan kaam aur gehre vichar (5)

      • ‘nek jan ped ki tarah falega-foolega’ (12)

      • buzurg falte-foolte raheinge (14)

  • 93

    • yahova ka vaibhavshali raaj

      • “yahova raja bana hai!” (1)

      • ‘tu jo hidaytein yaad dilata hai woh bharosemand hain’ (5)

  • 94

    • parmeshvar se prarthna ki woh badla chukaye

      • “dusht kab tak aanand manate raheinge?” (3)

      • sukhi hai woh jise yaah sudhaarta hai (12)

      • woh apne logon ko nahin tyagega (14)

      • ‘kaanoon ki aad mein museebat khadi karna’ (20)

  • 95

    • sachchi upasna ke saath aagya maanna

      • “aaj agar tum uski aavaz suno” (7)

      • “apna dil kathor mat karna” (8)

      • “ye mere vishram mein daakhil na honge” (11)

  • 96

    • “yahova ke liye ek naya geet gaao”

      • woh sabse zyada taareef ke kaabil (4)

      • sabhi deshon ke devta nikamme (5)

      • pavitra poshak pehne upasna karo (9)

  • 97

    • yahova, doosre devtaon se uncha

      • “yahova raja bana hai!” (1)

      • usse pyar karo, burai se nafrat (10)

      • nek logon ke liye raushni (11)

  • 98

    • yahova, uddharkarta aur sachcha nyayi

      • woh jo uddhaar dilata hai, woh jag zahir hua (2, 3)

  • 99

    • yahova, pavitra raja

      • karoobon par virajman (1)

      • woh maaf karta aur saza deta hai (8)

  • 100

    • srishtikarta ka shukriya ada karna

      • “khushi-khushi yahova ki seva karo” (2)

      • “usi ne hamein banaya hai” (3)

  • 101

    • ek raja nirdosh chaal chalta hai

      • ‘main ghamand bardasht nahin karoonga’ (5)

      • ‘meri aankhein vishvasyogya logon par lagi raheingi’ (6)

  • 102

    • ek sataye huye insan ki prarthna

      • ‘main tanha panchhi ki tarah hoon’ (7)

      • ‘mere din ghatti chhaaya jaise hain’ (11)

      • “yahova siyyon ko dobara basayega” (16)

      • yahova sada kaayam rehta hai (26, 27)

  • 103

    • “mera man yahova ki taareef kare”

      • woh hamare paapon ko door feinkta hai (12)

      • pita ki tarah daya karta hai (13)

      • yaad rakhta hai ki hum mitti hi hain (14)

      • uski raajgaddi; uska raaj (19)

      • swargdoot uske vachan ka paalan karte hain (20)

  • 104

    • srishti ke liye parmeshvar ki taareef karna

      • dharti sada bani rahegi (5)

      • insan ke liye daakh-madira aur roti (15)

      • “tere kaam anginat hain!” (24)

      • ‘saans le li jaati hai, woh mar jaate hain’ (29)

  • 105

    • yahova vishvasyogya rehkar apne logon ki khaatir kadam uthata hai

      • woh apna karar yaad rakhta hai (8-10)

      • “mere abhishikt janon ko haath mat lagana” (15)

      • parmeshvar, gulam banaye yoosuf ka istemal karta hai (17-22)

      • misra mein parmeshvar ke chamatkar (23-36)

      • israel ka nikaalna (37-39)

      • parmeshvar ne abraham se kiya vaada yaad rakha (42)

  • 106

    • israel ne kadar nahin ki

      • jald hi parmeshvar ke kaam bhool gaye (13)

      • parmeshvar ke bajay bail ki moorat ki mahima ki (19, 20)

      • unhein parmeshvar ke vaade par vishvas nahin tha (24)

      • woh baal ki upasna karne lage (28)

      • dusht swargdooton ke liye bachchon ki bali ki (37)

  • 107

    • parmeshvar ke ajoobon ke liye uska shukriya ada karo

      • woh unhein sahi raaste se le gaya (7)

      • bhookhe-pyason ko santusht kiya (9)

      • unhein andhkar se baahar laaya (14)

      • apne vachan ke zariye unki beemari door ki (20)

      • woh gareebon ko zulm se bachata hai (41)

  • 108

    • dushman par jeet dilane ke liye prarthna

      • insan par aas lagana bekar (12)

      • “parmeshvar se hamein taakat milegi” (13)

  • 109

    • ek dukhi aadmi ki prarthna

      • ‘uska pad koi aur le le’ (8)

      • parmeshvar gareeb ke paas khada hoga (31)

  • 110

    • melkeesedek jaisa raja aur yaajak

      • ‘apne dushmanon ke beech raaj kar’ (2)

      • khud ko pesh karnevale javan os ki boondon jaise hain (3)

  • 111

    • yahova ke mahan kaamon ke liye uski taareef karna

      • uska naam pavitra, vismaykari (9)

      • yahova ka dar maanna buddhimani hai (10)

  • 112

    • nek insan yahova ka dar maanta hai

      • dil kholkar udhaar denevala falega-foolega (5)

      • “nek jan ko hamesha yaad kiya jaayega” (6)

      • dariyadil insan gareebon ko deta hai (9)

  • 113

    • unche par rehnevala yahova deen jan ko oopar uthata hai

      • uske naam ki taareef sada hoti rahe (2)

      • woh neeche jhukta hai (6)

  • 114

    • misra se israel ka chhutkara

      • saagar bhaag gaya (5)

      • pahad medhon ki tarah uchhle (6)

      • chakmak chattan sote mein badli (8)

  • 115

    • sirf parmeshvar ki mahima ki jaani chahiye

      • bejan moortein (4-8)

      • dharti insanon ko di gayi (16)

      • ‘mare huye yaah ki taareef nahin karte’ (17)

  • 116

    • kadardani ka geet

      • ‘yahova ki bhalai ka badla main kaise chukaunga?’ (12)

      • “main uddhaar ka pyala peeunga” (13)

      • ‘yahova se maani mannatein poori karoonga’ (14, 18)

      • vafadar janon ki maut anmol hai (15)

  • 117

    • yahova ki taareef karne ke liye sab raashtron ko bulva

      • parmeshvar ka atal pyar mahan hai (2)

  • 118

    • yahova ki jeet ke liye uska shukriya ada karna

      • ‘mainne use pukara, usne javab diya’ (5)

      • “yahova meri taraf hai” (6, 7)

      • thukraya gaya patthar kone ka mukhya patthar ban gaya (22)

      • “jo yahova ke naam se aata hai” (26)

  • 119

    • parmeshvar ke anmol vachan ke liye kadar

      • ‘javan kaise saaf-suthri zindagi bita sakte hain?’ (9)

      • “tu jo hidaytein yaad dilata hai unse main lagav rakhta hoon” (24)

      • “tera vachan meri aasha hai” (74, 81, 114)

      • “main tere kaanoon se kitna pyar karta hoon!” (97)

      • “jitne log mujhe sikhate hain, un sabse zyada androoni samajh” (99)

      • “tera vachan mere paanv ke liye ek deepak hai” (105)

      • “tere vachan ka nichod hi sachchai hai” (160)

      • parmeshvar ke kaanoon se pyar karnevalon ke liye shaanti (165)

  • 120

    • ek pardesi shaanti ke liye tarasta hai

      • ‘mujhe chhali zaban se bacha le’ (2)

      • “main shaanti chahta hoon” (7)

  • 121

    • yahova apne logon ki hifazat karta hai

      • “mujhe madad yahova se milti hai” (2)

      • yahova kabhi nahin sota (3, 4)

  • 122

    • yarooshalem ki shaanti ke liye prarthna

      • yahova ke bhavan mein jaane ki khushi (1)

      • saath jodkar ek kiya gaya shehar (3)

  • 123

    • kripa ke liye yahova ki or taakna

      • ‘daason ki tarah hamari aankhein yahova par tiki rehti hain’ (2)

      • ‘jitna apman sehna tha, sah liya’ (3)

  • 124

    • “agar yahova hamare saath na hota”

      • toote fande se bach nikaalna (7)

      • “yahova ke naam se madad milti hai” (8)

  • 125

    • yahova apne logon ki hifazat karta hai

      • “jaise pahad yarooshalem ko ghere huye hain” (2)

      • “israel par shaanti bani rahe” (5)

  • 126

    • siyyon ki bahaali se khushhali

      • ‘yahova ne bade-bade kaam kiye hain’ (3)

      • ronevala khushi se jayjaykar karega (5, 6)

  • 127

    • parmeshvar ke bagair sabkuch bekar

      • “agar ghar ko yahova na banaye” (1)

      • bachche parmeshvar se mila inam hain (3)

  • 128

    • yahova ka dar maanna sukh deta hai

      • patni, angoor ki falti-foolti bel (3)

      • ‘tujhe yarooshalem ko falta-foolta dekhne ka mauka mile’ (5)

  • 129

    • hamla hua par hara na sake

      • siyyon se nafrat karnevale sharminda kiye jaayenge (5)

  • 130

    • “main dukh ki gehri khaai se tujhe pukarta hoon”

      • ‘agar tu gunahon par nazar rakhta’ (3)

      • yahova sachchi maafi deta hai (4)

      • “main yahova ka besabrai se intazar karta hoon” (6)

  • 131

    • doodh chhudaye bachche ki tarah santusht

      • badi cheezon ki khvahish na rakhna (1)

  • 132

    • daavid aur siyyon chune gaye

      • “abhishikt jan ko na thukra” (10)

      • siyyon ke yaajkon ko uddhaar ki poshak pehnayi gayi (16)

  • 133

    • ek hokar rehna

      • haaroon ke sir par undela gaya tel jaisa hai (2)

      • hermon ki os jaisa hai (3)

  • 134

    • raat ke vakt parmeshvar ki taareef karna

      • “pavitrata se haath uthakar prarthna karo” (2)

  • 135

    • yaah ki mahanta ke liye uski taareef karo

      • misra ke khilaf chinh aur chamatkar (8, 9)

      • “tera naam sada kaayam rehta hai” (13)

      • bejan moortein (15-18)

  • 136

    • yahova ka atal pyar sada bana rehta hai

      • aakash aur dharti ki rachna badi kushalta se ki gayi (5, 6)

      • firaun laal saagar mein mar gaya (15)

      • nirash logon par parmeshvar ka dhyan (23)

      • harek jeev ke liye khaana (25)

  • 137

    • baibilon ki nadiyon ke kinare

      • siyyon ka koi geet nahin gaaya (3, 4)

      • baibilon ujaad diya jaayega (8)

  • 138

    • parmeshvar mahan hai, fir bhi use parvah hai

      • ‘toone meri prarthna ka javab diya’ (3)

      • ‘khatron se mujhe bachaya’ (7)

  • 139

    • parmeshvar apne sevkon ko jaanta hai

      • uski pavitra shakti se koi nahin bach sakta (7)

      • “toone mujhe laajavab tareeke se banaya hai” (14)

      • ‘mujhe tab dekha jab main ek bhroon tha’ (16)

      • “mujhe us raah par le chal jo sada kaayam rahegi” (24)

  • 140

    • yahova, shaktishali uddharkarta

      • dusht aadmi saanpon jaise hain (3)

      • khoonkhar aadmi maar daale jaayenge (11)

  • 141

    • hifazat ke liye prarthna

      • ‘meri prarthna dhoop jaisi ho’ (2)

      • nek jan ki fatkaar tel jaisi (5)

      • dusht apne hi jaal mein fanseinge (10)

  • 142

    • satanevalon se bachane ke liye prarthna

      • “aisi koi jagah nahin jahaan main bhaag sakoon” (4)

      • “tu hi mera sabkuch hai” (5)

  • 143

    • sookhi zameen ki tarah parmeshvar ke liye pyasa

      • ‘tere kaamon par gehrai se sochta hoon’ (5)

      • “mujhe teri marzee poori karna sikha” (10)

      • ‘teri pavitra shakti bhali hai, woh meri aguvai kare’ (10)

  • 144

    • jeet ke liye prarthna

      • “nashvar insan kya hai?” (3)

      • ‘dushman titar-bitar ho jaayen’ (6)

      • yahova ke log sukhi hain (15)

  • 145

    • mahan raja parmeshvar ki taareef karna

      • “main teri mahanta ka ailan karoonga” (6)

      • “yahova sabke saath bhala karta hai” (9)

      • “vafadar log teri taareef kareinge” (10)

      • uska raaj sada kaayam rahega (13)

      • mutthi kholkar sabki ichha poori karega (16)

  • 146

    • parmeshvar par bharosa rakho, insanon par nahin

      • marne par insan ke vichar mit jaate hain (4)

      • parmeshvar jhuke huon ko uthata hai (8)

  • 147

    • parmeshvar ke pyar-bhare aur shaktishali kaamon ki taareef karna

      • woh toote manvalon ko changa karta hai (3)

      • taaron ko naam se pukarta hai (4)

      • barf ko oon ki tarah bhejta hai (16)

  • 148

    • saari srishti yahova ki taareef kare

      • “swargdooto, uski taareef karo” (2)

      • ‘sooraj, chaand, taaro, uski taareef karo’ (3)

      • javan aur buzurg parmeshvar ki taareef karein (12, 13)

  • 149

    • parmeshvar ki jeet ki taareef mein ek geet

      • woh apne logon se khush hota hai (4)

      • samman uske vafadar logon ka hai (9)

  • 150

    • har jeev yaah ki taareef kare

      • hallilooyah! (1, 6)