is jaankari ko chhod dein

vishay-soochi ko chhod dein

sabhopdeshak ki kitab

adhyay

1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12

saaraansh

  • 1

    • sabkuch vyarth hai (1-11)

      • prithvi hamesha kaayam rehti hai (4)

      • prakritik chakra chalte rehte hain (5-7)

      • duniya mein kuch bhi naya nahin hota (9)

    • insan ki buddhi seemit hai (12-18)

      • hava ko pakadne jaisa hai (14)

  • 2

    • sulaiman ke kaamon par ek nazar (1-11)

    • insan ki buddhi ki ek seema hai (12-16)

    • kadi mehnat vyarth hoti hai (17-23)

    • khaao-peeo aur mehnat karo (24-26)

  • 3

    • har cheez ka ek samay hota hai (1-8)

    • khushhal zindagi parmeshvar ki den (9-15)

      • insan mein hamesha tak jeene ka vichar (11)

    • parmeshvar sachchai se nyay karta hai (16, 17)

    • aakhir mein insan aur jaanvar, donon mar jaate hain (18-22)

      • sab mitti mein mil jaate hain (20)

  • 4

    • zulm maut se badtar hai (1-3)

    • kaam ke baare mein sahi nazariya (4-6)

    • dost ki ahmiyat (7-12)

      • ek se bhale do (9)

    • shaasak ki zindagi bhi vyarth hai (13-16)

  • 5

    • parmeshvar ka dar maankar uske paas jaa (1-7)

    • nichle adhikariyon par unche adhikari ki nazar (8, 9)

    • dhan-daulat vyarth hai (10-20)

      • paison se pyar karnevale ka man nahin bharta (10)

      • mazdoor ko meethi nind aati hai (12)

  • 6

    • apni cheezon ka maza nahin le paata (1-6)

    • tere paas jo hai uska maza le (7-12)

  • 7

    • achha naam aur maut ka din (1-4)

    • buddhiman ki fatkaar (5-7)

    • shurooat se ant achha (8-10)

    • buddhi ke faayde (11, 12)

    • achhe aur bure din (13-15)

    • had-se-zyada kuch mat kar (16-22)

    • updeshak nateeje par pahunchta hai (23-29)

  • 8

    • paapi insanon ka raaj (1-17)

      • raja ka hukm maan (2-4)

      • insan hukm chalakar dukh laaya hai (9)

      • jab saza jaldi nahin milti (11)

      • khaao-peeo aur khushiyaan manao (15)

  • 9

    • sabka ek hi anjam hota hai (1-3)

    • jab tak zindagi hai, uska maza lo (4-12)

      • mare huye kuch nahin jaante (5)

      • kabraa mein koi kaam nahin (10)

      • museebat ki ghadi aur haadsa (11)

    • hamesha buddhi ki kadar nahin ki jaati (13-18)

  • 10

    • zara-si bevkoofi se samajhdar ka naam kharab (1)

    • kaam na jaanna khatarnak hai (2-11)

    • moorkh ki durdasha (12-15)

    • shaaskon ki moorkhta (16-20)

      • koi chidiya teri baat dohra de (20)

  • 11

    • mauke ka faayda utha (1-8)

      • apni roti nadi mein daal de (1)

      • subah se shaam tak beej bo (6)

    • javani ka maza sahi tareeke se le (9, 10)

  • 12

    • budhape se pehale srishtikarta ko yaad rakh (1-8)

    • updeshak ka nichod (9-14)

      • buddhi ki baatein ankush ki tarah hain (11)

      • sachche parmeshvar ka dar maan (13)