is jaankari ko chhod dein

vishay-soochi ko chhod dein

aamos ki kitab

adhyay

1 2 3 4 5 6 7 8 9

saaraansh

  • 1

    • aamos ko yahova se sandesh mila (1, 2)

    • baar-baar bagavat karne ki saza (3-15)

  • 2

    • baar-baar bagavat karne ki saza (1-16)

  • 3

    • parmeshvar ki taraf se saza sunana (1-8)

      • parmeshvar raaz ki baat batata hai (7)

    • saamriya ke khilaf sandesh (9-15)

  • 4

    • baashaan ki gaayon ke khilaf sandesh (1-3)

    • yahova ne israel ki jhoothi upasna ke baare mein taana kasa (4, 5)

    • israel ne shiksha kabool nahin ki (6-13)

      • “apne parmeshvar ke saamne aane ke liye taiyar ho jaa” (12)

      • “woh insan ko apne vichar batata hai” (13)

  • 5

    • israel aisi kunvari ki tarah hai jo gir gayi hai (1-3)

    • parmeshvar ki khoj kar aur jeeta reh (4-17)

      • burai se nafrat, bhalai se pyar (15)

    • yahova ka din, andhkar ka din (18-27)

      • israel ke balidan thukraye gaye (22)

  • 6

    • dhikkar hai un par jo befikra hain! (1-14)

      • haathi-daant ke palang; daakh-madira ke pyale (4, 6)

  • 7

    • israel ka ant kareeb, iske darshan (1-9)

      • tiddiyaan (1-3), aag (4-6), saahul (7-9)

    • aamos se kaha gaya ki bhavishyavani karna band kar (10-17)

  • 8

    • garmiyon ke falon ki tokri ka darshan (1-3)

    • zulm karnevalon ki ninda ki gayi (4-14)

      • parmeshvar ke vachnon ka akaal (11)

  • 9

    • parmeshvar ke nyay se koi nahin bachega (1-10)

    • daavid ka chhappar khada kiya jaayega (11-15)