is jaankari ko chhod dein

vishay-soochi ko chhod dein

chain ki saans! (adhiveshan ka gaana – 2022)

chain ki saans! (adhiveshan ka gaana – 2022)

download:

  1. 1. is toofani jag mein

    hum shaant reh paate,

    yahova pe hai jo iman.

    man ki aankhon se

    dekhte in baadlon mein,

    aman ka satrangi nishan!

    (chorus 1)

    tham jaayegi aandhi.

    honge door sab gam,

    ye vaada hai yaah ka.

    tab sada ke liye

    hum riha honge;

    legi saari kaaynat

    chain ki saans!

  2. 2. jab aayega firdaus

    ek sab honge;

    neki ka basera hoga.

    tab har dil pe yaah

    marhum lagayega;

    salamat rahega jahaan!

    (chorus 2)

    tham jaayegi aandhi.

    honge door sab gam,

    ye vaada hai yaah ka.

    tab sada ke liye

    hum riha honge;

    legi saari kaaynat

    chain ki saans!

    (chorus 3)

    tham jaayegi aandhi.

    honge door sab gam,

    ye vaada hai yaah ka.

    tab sada ke liye

    hum riha honge;

    legi saari kaaynat...

    (chorus 4)

    tham jaayegi aandhi.

    honge door sab gam,

    ye vaada hai yaah ka.

    tab sada ke liye

    hum riha honge;

    legi saari kaaynat

    chain ki saans!

    chain ki saans!