is jaankari ko chhod dein

parmeshvar par vishvas

vishvas aapko dagmagane nahin deta balki ek ummeed deta hai.

jaaniye kaise

nayi duniya anuvad padhiye

padhne mein aasan aur bilkul sahi matlab denevali nayi duniya anuvad bible ki khaasiyaton par gaur keejiye.

nayi duniya anuvad padhiye

padhne mein aasan aur bilkul sahi matlab denevali nayi duniya anuvad bible ki khaasiyaton par gaur keejiye.

dekhiye kaun-se naye video, gaane, lekh aur khabrein aayi hain.

dekhein kya naya hai

hum aapse mil sakte hain

bible se jude kisi saval par charcha keejiye ya yahova ke sakshiyon ke baare mein aur jaaniye.

yahova ke sakshiyon ki sabhayen

pata keejiye ki hamari sabhayen kahaan hoti hain aur hum kaise upasna karte hain.

bible ka adhyan kyon karein?

bible zindagi ke aham savalon ke javab paane mein duniya ke laakhon logon ki madad kar rahi hai. kya aap bhi unmein se ek hona chahte hain?

yah video dekhiye

yahova ke sakshi—hum kaun hain?

hum alag-alag desh, sanskriti aur bhasha se hain, fir bhi ek-jaise lakshya hone ki vajah se hamare beech ekta hai. magar hamari ekta ki sabse badi vajah hai ki hum yahova ko aadar dena chahte hain, parmeshvar ka naam yahova hai aur bible mein yah naam saaf-saaf likha hai. usi ne saari cheezen banayi hain. hum yeeshu maseeh ke nakshe-kadam par chalne ki poori-poori koshish karte hain aur garv se khud ko maseehi kehte hain. hammein se harek niyamit taur par samay nikalkar logon ko bible aur parmeshvar ke raaj ke baare mein batata hai. hum yahova parmeshvar aur uske raaj ke baare mein doosron ko sakshi dete hain ya batate hain, isliye hamein yahova ke sakshi kaha jaata hai.

hamari website par aur jaankari dekhiye. is par bible padhiye. hamare baare mein aur hamare vishvas ke baare mein aur jaaniye.

 

Two of Jehovah's Witnesses preaching to a man in a rice paddy.