ka7-cha
yeeshu ki zindagi ki khaas ghatnayen—galeel mein bade paimane par yeeshu ki seva (bhaag 3) aur yahoodiya mein baad ki seva
vakt |
jagah |
ghatna |
matti |
markus |
luka |
yuhanna |
---|---|---|---|---|---|---|
32, fasah ke tyohar ke baad |
galeel jheel; baitsaida |
naav se baitsaida jaate vakt yeeshu fareesiyon ke khameer se saavdhan karta hai; andhe ko theek karta hai |
||||
kaisariya filippi ka ilaka |
raaj ki chaabiyaan; apni maut aur zinda hone ke baare mein bhavishyavani karta hai |
|||||
shaayad hermon pahad |
roop badalne ka darshan; yahova ki aavaz |
|||||
kaisariya filippi ka ilaka |
ladke mein se dusht swargdoot paayenge hai |
|||||
galeel |
dobara apni maut ki bhavishyavani karta hai |
|||||
kafarnahoom |
machhli ke munh se mile sikke se kar chukata hai |
|||||
raaj mein sabse bada kaun; bhatki hui bhed aur maaf na karnevale daas ki misal |
||||||
galeel-saamriya |
yarooshalem jaate vakt chelon ko raaj ke liye sabkuch darkinar karne ko kehta hai |
yahoodiya mein yeeshu ki baad ki seva
vakt |
jagah |
ghatna |
matti |
markus |
luka |
yuhanna |
---|---|---|---|---|---|---|
32, deron (ya chhapparon) ka tyohar |
yarooshalem |
tyohar par sikhata hai; use giraftar karne ke liye pehredar bheje gaye |
||||
kehta hai “main duniya ki raushni hoon”; janm se andhe aadmi ko theek karta hai |
||||||
shaayad yahoodiya |
70 chelon ko bhejta hai; woh khushi-khushi lautte hain |
|||||
yahoodiya; baitniyah |
dayalu saamri ki misal; mariyam aur maartha ke ghar jaata hai |
|||||
shaayad yahoodiya |
aadarsh prarthna fir se sikhata hai; maangte rehnevale dost ki misal |
|||||
parmeshvar ki ungli se dusht swargdooton ko paayenge hai; fir se yona ka chinh deta hai |
||||||
fareesi ke saath khaana khaata hai; fareesiyon ke kapat ke liye unhein dhikkarta hai |
||||||
misalein: moorkh ameer aadmi aur vishvasyogya prabandhak |
||||||
sabt ke din kubdi aurat ko changa karta hai; raai ke daane aur khameer ki misalein |
||||||
32, samarpan ka tyohar |
yarooshalem |
achhe charvahe aur bhedshala ki misal; yahoodi use pattharon se maar daalne ki koshish karte hain; yardan ke paar baitniyah ke liye ravana hota hai |