ka7-ja
yeeshu ki zindagi ki khaas ghatnayen—yarooshalem mein yeeshu ki seva ke aakhiri din (bhaag 1)
vakt |
jagah |
ghatna |
matti |
markus |
luka |
yuhanna |
---|---|---|---|---|---|---|
33, nisan 8 |
baitniyah |
yeeshu fasah ke tyohar se chhah din pehale vahaan pahunchta hai |
||||
nisan 9 |
baitniyah |
mariyam uske sir aur pair par tel undelti hai |
||||
baitniyah-baitfage-yarooshalem |
gadhe par savaar hokar raja ki haisiyat se yarooshalem mein daakhil |
|||||
nisan 10 |
baitniyah-yarooshalem |
anjeer ke ped ko shaap deta hai; ek baar fir mandir ko shuddh karta hai |
||||
yarooshalem |
pradhan yaajak aur shaastri yeeshu ko maar daalne ki saazish rachte hain |
|||||
yahova ki aavaz; yeeshu apni maut ki bhavishyavani karta hai; yahoodi vishvas nahin karte jisse yashayah ki bhavishyavani poori hoti hai |
||||||
nisan 11 |
baitniyah-yarooshalem |
sookhe huye anjeer ke ped se sabak |
||||
yarooshalem ka mandir |
uske adhikar par saval uthaya jaata hai; do beton ki misal |
|||||
misalein: khoon karnevale baagban, shaadi ki daavat |
||||||
parmeshvar, samrat, mare huon ke zinda hone aur sabse badi aagya ke baare mein savalon ke javab deta hai |
||||||
bheed se poochhta hai, kya maseeh daavid ka vanshaj hai |
||||||
shaastriyon aur fareesiyon ko dhikkarta hai |
||||||
vidhva ke daan par dhyan deta hai |
||||||
jaitoon pahad |
apni maujoodgi ki nishani batata hai |
|||||
misalein: das kunvariyaan, tode, bhedein aur bakriyaan |
||||||
nisan 12 |
yarooshalem |
yahoodi aguve use maar daalne ki saazish rachte hain |
||||
yahooda, yeeshu ko pakadvane ki baat karke aata hai |
||||||
nisan 13 (guruvar dopahar) |
yarooshalem mein aur uske aas-paas |
aakhiri fasah ki taiyariyaan karta hai |
||||
nisan 14 |
yarooshalem |
preshiton ke saath fasah ka khaana khaata hai |
||||
preshiton ke pair dhota hai |