ka7-jha
yeeshu ki zindagi ki khaas ghatnayen—yarooshalem mein yeeshu ki seva ke aakhiri din (bhaag 2)
vakt |
jagah |
ghatna |
matti |
markus |
luka |
yuhanna |
---|---|---|---|---|---|---|
nisan 14 |
yarooshalem |
yeeshu, yahooda ko gaddar batakar baahar bhej deta hai |
||||
prabhu ke sandhya-bhoj ki shurooat karta hai (1kurin 11:23-25) |
||||||
batata hai ki patras use jaanne se inkar karega aur preshit titar-bitar ho jaayenge |
||||||
madadgar ko bhejne ka vaada karta hai; sachchi bel ki misal; pyar karne ki aagya; preshiton ke saath aakhiri prarthna |
||||||
gatsamaani |
baag mein dukh se tadapna; yeeshu ke saath vishvasghat aur uski giraftari |
|||||
yarooshalem |
hanna poochhtachh karta hai; mahasabha mein kaifa mukadma chalata hai; patras yeeshu ka inkar karta hai |
|||||
gaddar yahooda faansi laga leta hai (preshi 1:18, 19) |
||||||
pehale peelatus ke, fir herodes ke aur dobara peelatus ke saamne laaya jaata hai |
||||||
peelatus use riha karna chahta hai magar yahoodi, barabba ko chhodne ki maang karte hain; yaatna ke kaath par maar daalne ki saza sunayi jaati hai |
||||||
(dopahar kareeb 3 baje, shukravar) |
gulguta |
yaatna ke kaath par dam todta hai |
||||
yarooshalem |
yeeshu ki laash yaatna ke kaath se utaarkar gufa mein rakhi gayi |
|||||
nisan 15 |
yarooshalem |
yaajak aur fareesi uski kabraa par pehra bithate hain aur uska dvar achhi tarah band karvate hain |
||||
nisan 16 |
yarooshalem aur uske aas-paas; immaoos |
yeeshu zinda ho gaya; paanch baar chelon ko dikhayi deta hai |
||||
nisan 16 ke baad |
yarooshalem; galeel |
aur bhi kai baar chelon ko dikhayi deta hai (1kurin 15:5-7; preshi 1:3-8); hidaytein deta hai; chela banane ka kaam saunpta hai |
||||
ayyar 25 |
baitniyah ke paas jaitoon pahad par |
zinda hone ke 40vein din yeeshu swarg jaata hai (preshi 1:9-12) |