pehala itihas 1:1-54

  • aadam se abraham tak (1-27)

  • abraham ke vanshaj (28-37)

  • edomi, unke raja aur shekh (38-54)

1  aadam,shet,+enosh,  kenan,mahal-lel,+yered,+  hanok,+matooshelah,lemek,+  nooh,+shem,+ haam aur yepet.  yepet ke bete the gomer, maagog, maadai, yaavan, toobal,+ meshek+ aur teeras.+  gomer ke bete the ashkanaj, reepat aur tograma.+  yaavan ke bete the eleeshah, tarsheesh, kitteem aur rodani.  haam ke bete the koosh,+ misraim, put aur kanaan.  koosh ke bete the saba,+ haveela, sabta, raama+ aur sab-taka. raama ke bete the sheeba aur dadan. 10  koosh ka ek aur beta tha, nimrod.+ nimrod duniya ka pehala aisa aadmi tha jisne bahot taakat haasil ki thi. 11  misraim ke bete the loodi,+ anami, lahabee, naptoohi, 12  patroosi,+ kasloohi (isse palishti jaati+ nikli) aur kaptori.+ 13  kanaan ke bete the uska pehalautha seedon,+ fir hitt,+ 14  yaboosi,+ emori,+ girgashi,+ 15  hivvi,+ arki, seeni, 16  arvadi,+ samari aur hamati. 17  shem ke bete the elam,+ assoor,+ arpakshad, lood, araam,aur* ooz, hool, geter aur mash.+ 18  arpakshad ka beta shelah+ tha aur shelah ka beta eber tha. 19  eber ke do bete the. ek ka naam peleg*+ tha kyonki uske dinon mein dharti* ka batvara hua tha. uske bhaai ka naam yoktan tha. 20  yoktan ke bete the almodad, shelep, hasarmavet, yerah,+ 21  hadoram, oojal, dikla, 22  obal, abeemael, sheeba, 23  opeer,+ haveela+ aur yobab. ye sab yoktan ke bete the. 24  shem,arpakshad,shelah, 25  eber,peleg,+raoo,+ 26  saroog,+naahor,+tirah,+ 27  abram yaani abraham.+ 28  abraham ke bete the ishaak+ aur ishmael.+ 29  inse ye kul nikle: ishmael ka pehalautha nabayot,+ fir kedar,+ adbel, mibsam,+ 30  mishma, dooma, massa, hadad, tema, 31  yatoor, naapeesh aur kedma. ye sab ishmael ke bete the. 32  abraham ki up-patni katoora+ se uske ye bete huye: jimran, yokshan, madan, midyan,+ yishbak aur shooh.+ yokshan ke bete the sheeba aur dadan.+ 33  midyan ke bete the epa,+ eper, haanok, abeeda aur elda. ye sab katoora ke bete the. 34  abraham ka beta ishaak tha.+ ishaak ke bete the esav+ aur israel.+ 35  esav ke bete the eleepaj, rooel, yoosh, yaalam aur korah.+ 36  eleepaj ke bete the teman,+ omar, sapo, gaatam, kanaj, timna aur amalek.+ 37  rooel ke bete the nahat, jerah, shammah aur mijja.+ 38  seir+ ke bete the lotan, shobal, sibon, ana, deeshon, ejer aur deeshan.+ 39  lotan ke bete the hori aur homam. lotan ki behen timna thi.+ 40  shobal ke bete the aalvan, maanhat, ebal, shapo aur onam. sibon ke bete the ayya aur ana.+ 41  ana ka beta tha* deeshon. deeshon ke bete the hemdan, eshban, yitran aur karan.+ 42  ejer+ ke bete the bilhan, jaavan aur akan. deeshan ke bete the ooz aur aran.+ 43  israeliyon* mein raajaon ka daur shuroo hone se pehale edom ke ilake+ mein jo raja hua karte the,+ woh ye hain: baor ka beta bela jiska shehar dinhaba tha. 44  bela ki maut ke baad yobab ne raaj kiya. yobab, bosra+ ke rehnevale jerah ka beta tha. 45  yobab ki maut ke baad hoosham ne raaj kiya jo temani logon ke ilake se tha. 46  hoosham ki maut ke baad badad ke bete hadad ne raaj kiya. yah vahi hadad tha jisne moab ke ilake mein midyan ko haraya tha. uska shehar aveet tha. 47  hadad ki maut ke baad samla ne raaj kiya jo masreka se tha. 48  samla ki maut ke baad shaul ne raaj kiya, jo nadi ke paasvale rahobot shehar se tha. 49  shaul ki maut ke baad akbor ke bete baal-haanan ne raaj kiya. 50  baal-haanan ki maut ke baad hadad ne raaj kiya jiska shehar paaoo tha. uski patni ka naam mahetbel tha jo matred ki beti thi. aur matred, mezahab ki beti thi. 51  fir hadad ki maut ho gayi. edom ke shekh* ye the: shekh timna, shekh alva, shekh yatet,+ 52  shekh oholeebama, shekh elah, shekh peenon, 53  shekh kanaj, shekh teman, shekh mibsar, 54  shekh magdiel aur shekh iram. ye sabhi edom ke shekh the.

kai footnote

aage araam ke beton ke naam hain. ut 10:23 dekhein.
matlab “batvara.”
ya “dharti ki aabadi.”
shaa., “ke bete the.”
shaa., “israel ke beton.”
shekh, gotra ka pradhan tha.