is jaankari ko chhod dein

vishay-soochi ko chhod dein

raajaon ki pehali kitab

adhyay

saaraansh

  • 1

    • daavid aur abeeshag (1-4)

    • adoniyah ne raajgaddi hathiyane ki koshish ki (5-10)

    • naatan aur batsheba ne kadam uthaya (11-27)

    • sulaiman ka abhishek karne ka aadesh (28-40)

    • adoniyah vedi ke paas bhaaga (41-53)

  • 2

    • daavid ne sulaiman ko hidaytein di (1-9)

    • daavid ki maut; sulaiman raja bana (10-12)

    • adoniyah ki saazish aur maut (13-25)

    • abiyatar baahar kiya gaya; yoab maar daala gaya (26-35)

    • shimi maar daala gaya (36-46)

  • 3

    • firaun ki beti se sulaiman ki shaadi (1-3)

    • yahova ne sulaiman ko darshan diya (4-15)

      • sulaiman ne buddhi maangi (7-9)

    • do maaon ka mukadma (16-28)

  • 4

    • sulaiman ka prashasan (1-19)

    • uske raaj mein khushhali (20-28)

      • angoor ki bel aur anjeer ped tale chain (25)

    • sulaiman ki buddhi aur neetivachan (29-34)

  • 5

    • raja heeram ne saaman bheja (1-12)

    • sulaiman ne mazdoor kaam par lagaye (13-18)

  • 6

    • sulaiman ne mandir banaya (1-38)

      • bheetri kamra (19-22)

      • karoob (23-28)

      • nakkashiyaan, faatak, bheetri aangan (29-36)

      • kareeb 7 saal mein mandir taiyar (37, 38)

  • 7

    • sulaiman ka mahal; doosri imartein (1-12)

    • kushal kaareegar heeram (13-47)

      • tambe ke do khambhe (15-22)

      • dhaatu ka bada haud (23-26)

      • 10 hath-gaadiyaan; tambe ki haudiyaan (27-39)

    • sone ki cheezen banana poora hua (48-51)

  • 8

    • sandook mandir laaya gaya (1-13)

    • sulaiman ka bhaashaan (14-21)

    • mandir ke samarpan ki prarthna (22-53)

    • usne logon ko aasheervad diya (54-61)

    • balidan aur samarpan ka tyohar (62-66)

  • 9

    • sulaiman ko doosri baar darshan mila (1-9)

    • usne heeram ko tohfa diya (10-14)

    • sulaiman ka nirman kaam (15-28)

  • 10

    • sheeba ki raani milne aayi (1-13)

    • sulaiman ki beshumar daulat (14-29)

  • 11

    • sulaiman ki patniyon ne use behkaya (1-13)

    • sulaiman ke virodhi (14-25)

    • yaarobam ko 10 gotra dene ka vaada (26-40)

    • sulaiman ki maut; rahoobiyam raja bana (41-43)

  • 12

    • rahoobiyam ka kathor javab (1-15)

    • 10 gotron ki bagavat (16-19)

    • yaarobam israel ka raja bana (20)

    • rahoobiyam se kaha gaya, israel se yuddh na kare (21-24)

    • yaarobam ne bachhde ki upasna karvayi (25-33)

  • 13

    • betel ki vedi ke khilaf bhavishyavani (1-10)

      • vedi ke do tukde ho gaye (5)

    • parmeshvar ke sevak ne aagya todi (11-34)

  • 14

    • yaarobam ke khilaf ahiyah ki bhavishyavani (1-20)

    • yahooda ka raja rahoobiyam (21-31)

  • 15

    • yahooda ka raja abiyam (1-8)

    • yahooda ka raja aasa (9-24)

    • israel ka raja naadab (25-32)

    • israel ka raja baasha (33, 34)

  • 16

    • yahova ne baasha ko saza sunayi (1-7)

    • israel ka raja elah (8-14)

    • israel ka raja jimri (15-20)

    • israel ka raja omri (21-28)

    • israel ka raja ahab (29-33)

    • hiel ne yareeho dobara banaya (34)

  • 17

    • eliyah ne sookhe ki bhavishyavani ki (1)

    • uske liye kauve khaana laaye (2-7)

    • woh saarpat ki vidhva ke paas gaya (8-16)

    • vidhva ke bete ki maut; zinda hua (17-24)

  • 18

    • eliyah, obadyah aur ahab se mila (1-18)

    • karmel par eliyah ka baal ke bhavishyavaktaon ke saath saamna (19-40)

      • ‘do vicharon mein latke rehna’ (21)

    • saadhe teen saal ka sookha khatm (41-46)

  • 19

    • eliyah izebel ki vajah se bhaaga (1-8)

    • horeb ke paas yahova eliyah ke saamne prakat hua (9-14)

    • usse kaha gaya, woh hajael, yehoo aur eleesha ka abhishek kare (15-18)

    • eleesha, eliyah ki jagah lega (19-21)

  • 20

    • ahab se seeriyai logon ka yuddh (1-12)

    • usne unhein haraya (13-34)

    • ahab ke khilaf bhavishyavani (35-43)

  • 21

    • ahab ne naabot ke baag ka laalach kiya (1-4)

    • izebel ne naabot ko marvaya (5-16)

    • ahab ke khilaf sandesh (17-26)

    • usne khud ko namra kiya (27-29)

  • 22

    • ahab ke saath yahoshapat ki sandhi (1-12)

    • meekayah ne haar ki bhavishyavani ki (13-28)

      • swargdoot ne ahab ko bevkoof banaya (21, 22)

    • ahab raamot-gilad mein maara gaya (29-40)

    • yahooda par yahoshapat ka raaj (41-50)

    • israel ka raja ahajyah (51-53)