is jaankari ko chhod dein

vishay-soochi ko chhod dein

ginti ki kitab

adhyay

saaraansh

  • 1

    • sena ke liye naam-likhai (1-46)

    • leviyon ko sena se chhoot (47-51)

    • chhaavni daalne ka kaayda (52-54)

  • 2

    • teen-teen gotron ke dal (1-34)

      • yahooda ka dal poorab ki taraf (3-9)

      • rooben ka dal dakshin ki taraf (10-16)

      • levi ki chhaavni beech mein (17)

      • epraim ka dal pashchim ki taraf (18-24)

      • daan ka dal uttar ki taraf (25-31)

      • aadmiyon ki kul ginti (32-34)

  • 3

    • haaroon ke bete (1-4)

    • levi seva ke liye chune gaye (5-39)

    • pehalauthon ko chhudana (40-51)

  • 4

    • kahatiyon ki seva (1-20)

    • gershoniyon ki seva (21-28)

    • marariyon ki seva (29-33)

    • naam-likhai ka nichod (34-49)

  • 5

    • ashuddh log chhaavni se baahar (1-4)

    • paap kabool karna aur muavza (5-10)

    • vyabhichar ke shak par paani se parakhna (11-31)

  • 6

    • naazeer banne ki mannat (1-21)

    • yaajkon ka aasheervad (22-27)

  • 7

    • pavitra dere ke udghatan par chadhave (1-89)

  • 8

    • haaroon ne saat deeye jalaye (1-4)

    • levi shuddh kiye gaye; unki seva shuroo (5-22)

    • leviyon ki seva ke liye tay umra (23-26)

  • 9

    • der se fasah manane ka intazam (1-14)

    • dere ke oopar baadal aur aag (15-23)

  • 10

    • chaandi ki turhiyaan (1-10)

    • seenai se ravana huye (11-13)

    • padav uthane ka kaayda (14-28)

    • hobab se raasta dikhane ki guzarish (29-34)

    • padav uthate samay moosa ki prarthna (35, 36)

  • 11

    • shikayaton ki vajah se aag barsi (1-3)

    • log gosht ke liye roye (4-9)

    • moosa ne naakabil mehsoos kiya (10-15)

    • 70 mukhiyaon ko pavitra shakti mili (16-25)

    • eldad aur medad; yahoshoo ko moosa ke liye jalan (26-30)

    • bater bheje gaye; laalach ki saza (31-35)

  • 12

    • miryam aur haaroon ne virodh kiya (1-3)

      • moosa, sabse deen swabhav ka (3)

    • yahova ne moosa ki pairvi ki (4-8)

    • miryam ko kodh (9-16)

  • 13

    • 12 jaasoos kanaan bheje gaye (1-24)

    • 10 jaasooson ne galat khabar di (25-33)

  • 14

    • logon ne misra lautna chaha (1-10)

      • yahoshoo aur kaaleb ne achhi khabar di (6-9)

    • yahova bhadka; moosa ne beech-bachav kiya (11-19)

    • saza: 40 saal veerane mein (20-38)

    • israel ko amalekiyon ne haraya (39-45)

  • 15

    • chadhave ke baare mein kaanoon (1-21)

      • israeliyon aur pardesiyon ke liye ek hi kaanoon (15, 16)

    • anjane mein kiye paapon ke liye chadhave (22-29)

    • jaanboojhkar kiye paapon ki saza (30, 31)

    • sabt ka niyam todnevale ko maar daala gaya (32-36)

    • poshak ke neeche ke ghere mein jhaalar (37-41)

  • 16

    • korah, daatan aur abeeram ki bagavat (1-19)

    • baagiyon ko saza di gayi (20-50)

  • 17

    • haaroon ki chhadi mein kaliyaan (1-13)

  • 18

    • yaajkon aur leviyon ki zimmedariyaan (1-7)

    • yaajkon ko milnevala hissa (8-19)

      • namak ka karar (19)

    • levi dasvaan hissa paayenge aur deinge (20-32)

  • 19

    • laal gaay; shuddh karnevala paani (1-22)

  • 20

    • kaadesh mein miryam ki maut (1)

    • moosa ka paap (2-13)

    • edom ne apne yahaan se israel ko nahin jaane diya (14-21)

    • haaroon ki maut (22-29)

  • 21

    • araad ke raja ki haar (1-3)

    • tambe ka saanp (4-9)

    • israel ne moab ke kinare-kinare safar kiya (10-20)

    • emori raja seehon ki haar (21-30)

    • emori raja og ki haar (31-35)

  • 22

    • bilam kiraye par bulaya gaya (1-21)

    • bilam ki gadhi boli (22-41)

  • 23

    • bilam ka pehala sandesh (1-12)

    • bilam ka doosra sandesh (13-30)

  • 24

    • bilam ka teesra sandesh (1-11)

    • bilam ka chautha sandesh (12-25)

  • 25

    • moabee aurton ke saath paap (1-5)

    • finehas ne kadam uthaya (6-18)

  • 26

    • israel ke gotron ki doosri baar ginti (1-65)

  • 27

    • salofad ki betiyaan (1-11)

    • yahoshoo, moosa ke baad aguva thehraya gaya (12-23)

  • 28

    • chadhave arpit karne ke tareeke (1-31)

      • roz ke chadhave (1-8)

      • sabt ke chadhave (9, 10)

      • har maheene ke chadhave (11-15)

      • fasah ke chadhave (16-25)

      • katai ke tyohar ke chadhave (26-31)

  • 29

    • chadhave arpit karne ke tareeke (1-40)

      • turhi foonkne ke din ke chadhave (1-6)

      • prayashchit ke din ke chadhave (7-11)

      • chhapparon ke tyohar ke chadhave (12-38)

  • 30

    • aadmiyon ki mannatein (1, 2)

    • aurton aur betiyonn ki mannatein (3-16)

  • 31

    • midyan se badla liya gaya (1-12)

      • bilam maar daala gaya (8)

    • yuddh se mili loot (13-54)

  • 32

    • yardan ke poorab mein bastiyaan (1-42)

  • 33

    • veerane mein israel ke padav (1-49)

    • kanaan jeetne ke baare mein hidaytein (50-56)

  • 34

    • kanaan ki sarhadein (1-15)

    • zameen baantne ke liye aadmi thehraye gaye (16-29)

  • 35

    • leviyon ke liye shehar (1-8)

    • sharan nagar (9-34)

  • 36

    • jo ladkiyaan vaaris banti hain unki shaadi ke baare mein niyam (1-13)