is jaankari ko chhod dein

vishay-soochi ko chhod dein

jakaryah ki kitab

adhyay

1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14

saaraansh

  • 1

    • yahova ka bulava (1-6)

      • “mere paas laut aao! tab main tumhare paas laut aaunga” (3)

    • pehla darshan: meinhadi ke pedon mein ghudsavar (7-17)

      • “yahova fir se siyyon ko dilasa dega” (17)

    • doosra darshan: 4 sing, 4 kaareegar (18-21)

  • 2

    • teesra darshan: ek aadmi naapne ki dori liye huye (1-13)

      • yarooshalem naapa jaayega (2)

      • yahova “chaaron taraf aag ki deevar” hai (5)

      • parmeshvar ki aankh ki putli chhoona (8)

      • kai raashtra yahova se jud jaayenge (11)

  • 3

    • chautha darshan: mahayajak yahoshoo ke kapde badle gaye (1-10)

      • shaitan uska virodh karta hai (1)

      • ‘main apne sevak ankur ko laaunga’ (8)

  • 4

    • paanchvaan darshan: ek deevat aur jaitoon ke do ped (1-14)

      • “na taakat se balki meri pavitra shakti se” (6)

      • chhoti shurooat ko tuchh na jaano (10)

  • 5

    • chhatha darshan: udta hua kharra (1-4)

    • saatvaan darshan: epa ka bartan (5-11)

      • usmein baithi aurat dushtata ki nishani (8)

      • bartan shinar le jaaya gaya (9-11)

  • 6

    • aathvaan darshan: chaar rath (1-8)

    • woh ankur, raja aur yaajak hoga (9-15)

  • 7

    • upvas ke dhong ke liye yahova dhikkarta hai (1-14)

      • ‘kya upvas sachmuch mere liye tha?’ (5)

      • ‘nyay karo, daya karo aur atal pyar rakho’ (9)

  • 8

    • yahova siyyon mein shaanti aur sachchai failata hai (1-23)

      • yarooshalem “sachchai ki nagri” (3)

      • “ek-doosre se sach bolna” (16)

      • upvas jashna mein badla (18, 19)

      • ‘aao, yahova ki khoj karein’ (21)

      • das log, ek yahoodi ke kapde ka chhor pakdeinge (23)

  • 9

    • padosi raashtron ko parmeshvar ki taraf se saza (1-8)

    • siyyon ke raja ka aana (9, 10)

      • woh namra raja gadhe par savaar hokar aata hai (9)

    • yahova ke log aazad honge (11-17)

  • 10

    • yahova se baarish maango, jhoothe ishvaron se nahin (1, 2)

    • yahova apne logon ko ek karta hai (3-12)

      • yahooda ke gharane se ek aguva niklega (3, 4)

  • 11

    • parmeshvar ke sachche charvahe ko thukrane ka nateeja (1-17)

      • “ghaat honevali bhedon ka charvaha ban jaa” (4)

      • do laathiyaan: kripa aur ekta (7)

      • charvahe ki mazdoori: chaandi ke 30 tukde (12)

      • paise, khazane mein feink diye gaye (13)

  • 12

    • yahova, yahooda aur yarooshalem ki raksha karega (1-9)

      • yarooshalem ek “bhaari patthar” (3)

    • jise bheda gaya uske liye rona (10-14)

  • 13

    • moorton aur jhoothe bhavishyavaktaon ko nikaalna (1-6)

      • jhoothe bhavishyavakta sharminda (4-6)

    • charvahe ko maara jaayega (7-9)

      • ek-tihai log shuddh kiye jaayenge (9)

  • 14

    • sachchi upasna ki badi jeet (1-21)

      • jaitoon pahad ka do hisson mein batna (4)

      • yahova ek hoga aur uska naam bhi ek hoga (9)

      • yarooshalem ke dushmanon par mahamari (12-15)

      • chhapparon ka tyohar manana (16-19)

      • har handa yahova ke liye pavitra (20, 21)