is jaankari ko chhod dein

vishay-soochi ko chhod dein

utpatti ki kitab

adhyay

saaraansh

  • 1

    • aakash aur prithvi ki srishti (1, 2)

    • chche din mein prithvi taiyar (3-31)

      • pehala din: ujala; din-raat (3-5)

      • doosra din: khuli jagah (6-8)

      • teesra din: zameen; ped-paudhe (9-13)

      • chautha din: aasman mein jyotiyaan (14-19)

      • paanchvaan din: machhliyaan aur pakshi (20-23)

      • chhatha din: jaanvar aur insan (24-31)

  • 2

    • parmeshvar saatvein din vishram karta hai (1-3)

    • yahova ne aakash aur prithvi banayi (4)

    • adan ke baag mein aadmi aur aurat (5-25)

      • aadmi mitti se racha gaya (7)

      • gyaan ke ped se khaane ki manahi (15-17)

      • aurat ki srishti (18-25)

  • 3

    • insan ke paap ki shurooat (1-13)

      • pehala jhooth (4, 5)

    • yahova baagiyon ko saza sunata hai (14-24)

      • aurat ke vansh ke baare mein bhavishyavani (15)

      • adan se nikaala gaya (23, 24)

  • 4

    • kain aur haabil (1-16)

    • kain ke vanshaj (17-24)

    • shet aur uska beta enosh (25, 26)

  • 5

    • aadam se nooh tak ki vanshavli (1-32)

      • aadam ke bete-betiyaan huye (4)

      • hanok parmeshvar ke saath chala (21-24)

  • 6

    • swargdooton ne aurton se shaadi ki (1-3)

    • nafileem paida huye (4)

    • insan ki burai se yahova dukhi (5-8)

    • nooh ko jahaz banane ka kaam mila (9-16)

    • jalpralay ka ailan (17-22)

  • 7

    • jahaz ke andar jaana (1-10)

    • saari dharti par jalpralay (11-24)

  • 8

    • jalpralay ka paani ghata (1-14)

      • faakhta baahar bheji gayi (8-12)

    • jahaz se baahar nikaalna (15-19)

    • dharti ke baare mein parmeshvar ka vaada (20-22)

  • 9

    • sabhi insanon ke liye nirdesh (1-7)

      • khoon ke baare mein kaanoon (4-6)

    • megh-dhanush ka karar (8-17)

    • nooh ke vanshajon ke baare mein bhavishyavaniyaan (18-29)

  • 10

    • jaatiyon ki soochi (1-32)

      • yepet ke vanshaj (2-5)

      • haam ke vanshaj (6-20)

        • yahova ka virodhi nimrod (8-12)

      • shem ke vanshaj (21-31)

  • 11

    • baabel ki meenar (1-4)

    • yahova ne bhasha mein gadbadi ki (5-9)

    • shem se abram tak ki vanshavli (10-32)

      • tirah ka parivar (27)

      • abram ne oor chhoda (31)

  • 12

    • abram haaran se kanaan gaya (1-9)

      • abram se parmeshvar ka vaada (7)

    • abram aur saarai, misra mein (10-20)

  • 13

    • abram kanaan lauta (1-4)

    • woh aur loot alag huye (5-13)

    • usse dobara vaada kiya gaya (14-18)

  • 14

    • abram ne loot ko chhudaya (1-16)

    • melkeesedek ne abram ko aasheervad diya (17-24)

  • 15

    • abram ke saath parmeshvar ka karar (1-21)

      • 400 saal ke zulm ki bhavishyavani (13)

      • abram se dobara vaada kiya gaya (18-21)

  • 16

    • haajira aur ishmael (1-16)

  • 17

    • abraham jaatiyon ka pita banega (1-8)

      • abram ko abraham naam diya gaya (5)

    • khatne ka karar (9-14)

    • saarai ko saara naam diya gaya (15-17)

    • bete ishaak ke janm ka vaada (18-27)

  • 18

    • abraham ke paas 3 swargdoot aaye (1-8)

    • saara se bete ka vaada; woh hansi (9-15)

    • sadom ke liye abraham ki fariyad (16-33)

  • 19

    • loot ke paas swargdoot aaye (1-11)

    • shehar chhodne ke liye kaha gaya (12-22)

    • sadom aur amora ka naash (23-29)

      • loot ki patni namak ka khambha bani (26)

    • loot aur uski betiyaan (30-38)

      • moab aur ammon ki shurooat (37, 38)

  • 20

    • saara ko abeemelek se chhudaya gaya (1-18)

  • 21

    • ishaak ka janm (1-7)

    • ishmael ne uski khilli udayi (8, 9)

    • haajira aur ishmael bhej diye gaye (10-21)

    • abeemelek ke saath abraham ka karar (22-34)

  • 22

    • ishaak ki bali karne ke liye kaha gaya (1-19)

      • abraham ke vansh ke zariye aasheesh (15-18)

    • ribka ka parivar (20-24)

  • 23

    • saara ki maut aur uski kabra (1-20)

  • 24

    • ishaak ke liye patni dhoondhna (1-58)

    • ribka, ishaak se milne gayi (59-67)

  • 25

    • abraham ki doosri shaadi (1-6)

    • abraham ki maut (7-11)

    • ishmael ke bete (12-18)

    • yakub aur esav ka janm (19-26)

    • esav ne apna adhikar becha (27-34)

  • 26

    • ishaak aur ribka garar mein (1-11)

      • parmeshvar ne ishaak se vaada pakka kiya (3-5)

    • kuon ko lekar jhagda (12-25)

    • abeemelek ke saath ishaak ka karar (26-33)

    • esav ki do hitti patniyaan (34, 35)

  • 27

    • yakub ko mila aasheervad (1-29)

    • esav ne pashchatap nahin kiya (30-40)

    • yakub se esav ki dushmani (41-46)

  • 28

    • yakub ko paddan- araam bheja gaya (1-9)

    • betel mein yakub ka sapna (10-22)

      • parmeshvar ne yakub se vaada pakka kiya (13-15)

  • 29

    • yakub, raahel se mila (1-14)

    • use raahel se pyar ho gaya (15-20)

    • lia aur raahel se shaadi ki (21-29)

    • lia se chaar bete huye: rooben, shimon, levi aur yahooda (30-35)

  • 30

    • bilha se daan aur naptali (1-8)

    • jilpa se gaad aur aasher (9-13)

    • lia se issakar aur jabooloon (14-21)

    • raahel se yoosuf (22-24)

    • yakub ke jaanvar badh gaye (25-43)

  • 31

    • yakub kanaan ke liye nikala (1-18)

    • laaban, yakub ke paas pahuncha (19-35)

    • laaban ke saath yakub ka karar (36-55)

  • 32

    • swargdoot, yakub se mile (1, 2)

    • esav se milne ki taiyari (3-23)

    • yakub swargdoot se kushti lada (24-32)

      • yakub ko israel naam diya gaya (28)

  • 33

    • yakub, esav se mila (1-16)

    • yakub shekem gaya (17-20)

  • 34

    • deena ka balatkar (1-12)

    • yakub ke beton ki chaal (13-31)

  • 35

    • yakub ne moortiyaan feinkin (1-4)

    • yakub betel lauta (5-15)

    • binyameen ka janm; raahel ki maut (16-20)

    • israel ke 12 bete (21-26)

    • ishaak ki maut (27-29)

  • 36

    • esav ke vanshaj (1-30)

    • edom ke raja aur shekh (31-43)

  • 37

    • yoosuf ke sapne (1-11)

    • yoosuf se jalnevale bhaai (12-24)

    • yoosuf ko bech diya gaya (25-36)

  • 38

    • yahooda aur taamar (1-30)

  • 39

    • yoosuf, poteefar ke ghar mein (1-6)

    • poteefar ki patni ka virodh kiya (7-20)

    • yoosuf jel mein (21-23)

  • 40

    • kaidiyon ke sapnon ka matlab (1-19)

      • “sapnon ka matlab sirf parmeshvar samjha sakta hai” (8)

    • firaun ke janmdin ki daavat (20-23)

  • 41

    • firaun ke sapnon ka matlab (1-36)

    • yoosuf ko uncha uthaya gaya (37-46k)

    • anaj baantne ki zimmedari mili (46kh-57)

  • 42

    • yoosuf ke bhaai misra gaye (1-4)

    • yoosuf unse mila; unhein parkha (5-25)

    • uske bhaai yakub ke paas laute (26-38)

  • 43

    • yoosuf ke bhaai dobara misra gaye (1-14)

    • yoosuf unse dobara mila (15-23)

    • unke saath daavat ki (24-34)

  • 44

    • yoosuf ka chaandi ka pyala (1-17)

    • binyameen ke liye minnat (18-34)

  • 45

    • yoosuf ne apni pehchan batayi (1-15)

    • uske bhaai yakub ko laane laute (16-28)

  • 46

    • yakub ka gharana misra mein basa (1-7)

    • misra mein basnevalon ke naam (8-27)

    • yoosuf, yakub se goshen mein mila (28-34)

  • 47

    • yakub, firaun se mila (1-12)

    • yoosuf ne buddhimani se prashasan chalaya (13-26)

    • israel, goshen mein bas gaya (27-31)

  • 48

    • yoosuf ke do beton ko aasheervad (1-12)

    • epraim ko zyada aasheervad mila (13-22)

  • 49

    • yakub ki bhavishyavani (1-28)

      • sheelo, yahooda se niklega (10)

    • apne dafnaye jaane ke baare mein nirdesh (29-32)

    • yakub ki maut (33)

  • 50

    • yoosuf ne use kanaan mein dafnaya (1-14)

    • yoosuf ne unhein maaf karne ka bharosa dilaya (15-21)

    • uske aakhiri din; uski maut (22-26)

      • apni haddiyon ke baare mein aagya (25)